jangli darakhton ke darmiya ek seb ke paid ke saman najar aata hai mujhe hai masih sara santon ke beech mai tu hamda laru teri a prabhu apne jeevan bhara , is jangal ke safar mai gau shukra gujari se main
Tu hi hai nargis khas sharon ka Ha tu sosan bhi vidayean ka Santoan me tu hai ati pavitra Kaisa kamil aur shan se bharalaтАУ hamda karuтАж
itra ke saman hai tera naam Khushabu failata hai janhan me Tangi musibat aur badanaami me Bana khushabudar tere samanala- hamda karuтАж
ghabharahat ke lehron se gara duboon dhukh ke sagar mai apne joraavar hath ko badha mujhe apne seenai se laga hamda karu .....
abhi a raha hu tere pasa Puri karne ko teri marji Taki de duan main kam ko aanjama Pau tere didar me inaamla- hamda karu